mzzi_digital
Member
Meta ne bola:
“Webhook success. Data nikal gaya.”
Pabbly ne kaha:
“Kaunsa data? Hume toh kuch mila hi nahi.”
Bhai, jab Meta ne clean pass de diya,
token valid hai, test response bhi aagaya —
toh fir Pabbly ne kya Akhandanand Tripathi ban ke data ka encounter kar diya?
Iss system mein ya toh koi Guddu Bhaiya chhupa hai
jo har baar button dabake bhi kuch nahi karta —
ya fir Pabbly ne yeh maanna bandh kar diya hai
ki webhook bhi koi cheez hoti hai.